It's me
Ye koi blog nahi hai bas aaj man Kiya kisi se bat karane ka to shayad khud se hi kar rah hu muje malum nahi ko me kuch situation me kay Karu jese ki jab mere Nana ji ko death ho gai thi tab mere aasa pasa ke sare log roo rahe the lekin me chupa tha muje kucha bhi feel nahi ho raha tha kucha piche chuta Gaya hai yesa muje kabhi bhi mehsus nahi huva aaj ki bhasha me bolu to me sensative nahi hu muje jyada feel nahi hota muje emotion jyada mehsus nahi hote yaa shayadh tab jab mere uncal ne suicide suicide karane ki koshish ki thi tab bhi muje kucha feel nahi ho raha tha kya me ye sahi rehane vala hu kya muje ye emotion kabhi bhi feel nahi hoge ya ye sab mere gar se dura rehane ka aasar hai kabhi ye nahi sochata ki khuda ko kucha banane ki aad me me kucha kho Raha hu ? Muje nahi pata shayadh isa liye kajal, ne muje reject Kiya hoga Lekin ye bhi to hai ki me yesi situations me aaram se sochata hu jese ki mere...